How to check PF balance

        How to check PF balance, Hum appko One Click PF ke dwara yaha ye batayege ki How to check PF balance, PF Balance check karne ke bahut sare tarike hai yaha hum sabhi tarah se kese PF Balance check kar rahe hai batayege. 

How to check PF balance ?? PF Statement ?? 


1. Sabse pehle PF balance check karne ke liye apke pass UAN activate hona chahiye UAN kese activate karte hai aapko humare One Click PF se pata lag jayega 

2. Aap PF balance check karne ke liye Govt ki site UAN Portal ke Passbook me ja sakte hai uske liye aap Menu ke Member Passbook par jaye login kare. yaha aapko aapne jaha jaha work kiya hai uska abhi tak kitna PF deposit hua hai iski jankari mil jayegi 




3. Aap PF balance check karne ke liye ek number 01122901406 me missed call kar sakte hai jese hi aap apne PF me register number se missed call karte hai aapko ek SMS milta hai jisme aapko pata chalta hai ki ki PF balance kitna hai 

4. SMS ke madhayam se bhi aap apna PF balance check kar sakte hai iske liye apko SMS me type karna hai EPFOHO or ise apne register mobile no se 7738299899 me send karna hai waha se bhi apko SMS milta hai jisme pata chal jata hai ki PF balance kitna hai 

5. Ek Govt ki UMANG APP hai isko bhi aap download karke or apne register mobile number se login karke PF balance check kar sakte hai 


Iske alawa aapko kisi bhi prakar ki query ho to hume comment kare ya contact form message bheje