PF EPFO
PF Withdrawal, Pehle PF withdrawal karne me employee ko wo jis company me job karta hai us company ke upar nirbhar rehna padta tha, Us employee ko company se request karni hoti thi ki wo apna PF Withdrawal karna chahta hai or use karan bhi batana hota tha. Fir wo company kuch application form bhara kar uski KYC or Banking lekar government ke PF Office me jama karati thi. Fir uski jach karke PF Office us employee ka PF use cheque ke roop me bhej deta tha.
One click portal aapko yaha information deta hai ki aap apna PF kese withdrawal kare, PF portal se aap online apply karke apna PF withdrawal kese kar sakte hai ise karne ke liye aapko kin kin document ki jarurat hoti hai. Yaha aap normal language me samajh sakte hai ki aap apna paise kese UAN Portal se onile nikal sakte hai. Iske alawa aapko koi bhi help ki jarurat pade to hume contact form ki madad se apni pareshani hume bhej sakte hai ya aap niche comment box me ja kar bhi apni samsaya bata sakte hai jisse apki samsaya samajh kar hum use jald se jald samadhan de dege.
Bharat Sarkar Dwara Corporate sector me kaam karne wale sabhi employee ke feature ki surksha ke liye government dwara ek scheme hoti hai jise PF Provident Fund (Bhavishya Nidhi) Kehte hai. Isme jo employee jis company me working me hota hai use uski salary ke basic ka 12% deduct karke usme company ka 12% add karke us employee ke UAN (Universal Account Number ) me add kar diya jata hai. Jisme se 8.33% pension me deposit kiya jata hai or 3.67% PF account me deposit kar diya jata hai.